Tumse mukhatib hue kab
Tum khas hue kab
Ik lamha tha wo..
wo lamha….wahan…….tab
Lamho ki baatein hain..
Lamho main katt jaati hai..
Lamho ki yaadein hain
Lamho main katt jaani hain
Ye lamho ki bhi kya kahani hai..
aaj ke lamhe, kal khaas hain…
aur jo beet raha hai wo..
uska na koi ehsaas hai
Kaash ke hum ye lamhe yahin rok paate..
kaash ke kucch beete hue lamhe waapis aa jaate.
DT
Gulzaar sir. kaisan hei?